Evadav

Sunday 14 August 2011

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai-Lyrics-(Phool Aur Kaante)

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai-Lyrics-(Phool Aur Kaante)
Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai
  Singer(s): Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
 
Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai Lyrics
maine pyar tumhi se kiya hai 
maine dil bhi tumhi ko diya hai 
ab chaahe jo ho jaaye 
( main duniya se ab na daru 
tujhi se main pyaar karu )  -2 

ailaan yahi karne aaya 
main aaj yahaan marne aaya 
ruswa tujhe main kar jaaunga 
kha ke zehar ab mar jaaunga  -2 
maine pyaar tumhi se 

dilwale agar mil jaaye yahaan 
phir neend kise phir chain kahaan 
o tere liye aahen bharta hai dil 
teri aaisi baaton se darta hai dil  -2 
maine pyar tumhi se 

baanhon mein teri din raat rahu 
jag chhod du main o tere saath rahu 
o saanson mein basa lu aaj tujhako 
tere bina jeena nahi mujhako  -2 
maine pyar tumhi se 

No comments:

Post a Comment